desh me dhi betiya mayus hai na saadh hai
dil pe rakh ke haath kahiye desh kya azaad hai
kam umer me saadi ki gadi me ye joti gaye
betiyan ban ban ke maayen zindgi khoti gaye
inki halat to abhi tak har tarf barbaad hai
dil pe rakh kar haath kahiye desh kya azaad hai.
........JAI HIND..........
No comments:
Post a Comment